Apni Fasal Ke Liye Mahirana Mashwara Lein — Bilkul Muft
Har khet alag hota hai. Zameen ki qism, pani, mausam aur fasal — sab kuch mil kar tay karta hai ke kaunsi khaad aur kaunsa spray aap ke liye behtar hai. Ghalat product na sirf paisa zaya karta hai balke fasal ko nuqsan bhi pohncha sakta hai.
Isi liye hum har kisan ko muft mashwara faraham karte hain.
Hum Kis Cheez Mein Madad Karte Hain
- Zameen ke mutabiq khaad ka intikhab
- Fasal par lagi beemari ya keeray ki tashkhees
- Sahi dose aur spray ka waqt
- Micronutrient ki kami ki nishandahi
- Paidawar barhane ki tajaweez
Mashwara Kaise Lein
1. Hamein call ya WhatsApp karein
2. Apni fasal, zameen aur masla batayein — tasveer bhej sakte hain
3. Hamare mahir aap ko sahi product aur tareeqa batayenge
Abhi Rabta Karein
Call: +92 307 7679245
Call: +92 342 4220440
Mashwara bilkul muft hai — khareedari lazmi nahi.